dosto hum mobile ka internet computer me teen tariko se use kar sakte hai:-
1.USB CABLE=dosto
hum mobile ka internet usb cable ke jariye bhi use kar sakte hai dosto
uske liye hume sabse pahle apne mobile ki setting me jana hoga or fir
thetring or hotspot me jana hoga waha jane ke baad hume
usb thetering
ke naam se ek option milega jab tak aap usb cable connect nhi karoge
tab tak apko wo option highlight nhi milega jab aap cable conncet kar
lenge ye option apne aap highlight ho jayega fir aap usko on karne ke
bad internet use kar sakte hai..
MOBILE KI SETTINGS>MOBILE HOTSPOT AND TETHERING>USB TETHERING
2.WIFI=dosto hum wifi ke jariye
se bhi conncet kar sakte hai uske liye apko apne mobile ka hotspot on
karna hoga or fir apko apne computer ka wifi on karna hoga or apka
internet chalu ho jayega.
MOBILE KI SETTING>MOBILE HOTSPOT AND TETHERING>MOBILEHOTSPOT>ON
3.BLUETOOTH=dosto hum bluetooth se
bhi apne mobile ka internet apne computer me use kar sakte hai uske liye
sabse pahle hume apne mobile ka bluetooth on karna hoga or fir hume
apne computer ka bluetooth on karna hoga or fir ap apne mobile ka
internet apne pc me use kar sakte hai.
MOBILE KI SETTINGS>THETRING AND HOTSPOT>BLUETOOTH THETRING
No comments:
Post a Comment