dosto aaj hum bat karenge jio ke emergency call problems ke bare me.
Mene bahot dekha hai ki jio ki sim me ye problems bahot jyada dekhne ko
mili hai. Dosto isme jyada koi pareshan hone wali baat nhi hai. iske
liye apko sabse pahle apne mobile ki settings me jana hai or phir apko
usme sim card manager ek option milega apko usme jana hai or phir apko
agar apka mobile 2 sim ka hai to apne jis bhi sim me dala hua hai to
apko waha per data service network ke naam ka ek option milega uske
ander jana hai usme apko jis bhi sim me apne jio ka sim dala hua hai us
sim me net on karna hai fir apka sim me emergency call problem nhi
ayegi.
SETTING>SIM CARD MANAGER>DATA SERVICE NETWORK>AND SELECT JIO SIM
or agar fir bhi apka sim chalu
nhi hota hai to fir apko dubara apne mobile ki setting me jana hai or
fir apko usme mobile network naam se ek option milega fir apko usme jana
hai usme jane ke bad apko network mode me jana hai usme jane ke bad
apko LTE mode select karna hai fir apki wo problem 100% solve ho jayegi
SETTING>MOBILE NETWORK>NETWORK MODE>AND THAN SELECT LTE MODE But ye sirf android user ke liye hai other opereting system user ke liye me next article me bataunga.
No comments:
Post a Comment